Camera IC: Identification Works Faults Hindi Me
Mobile repairing sikhe Hindi me, camera mobile phone or smarphone ki pcb circuit board par camera IC lagi rahti hai. Aaj ke lesson me aap sikhenge cell phone motherboard par camera ic ki pahchan kaise kare. Camera ic ke works or faults kya hai. Mobile phone par all ic ki identification krna bahut hi aasan hai. Mobile cell phone repair or smartphone repairing me aap all parts or ic ki pcb per identify easily kar sakenge. Iske liye bas aapko MobiTechCareer par parts or ic ke pahchan karya or khrabiya wale all lesson sikhene honge. PCB par parts or IC ki pahchan krne ke bad aap easily hardware faults or problems ko solve, fix sudhar, solution or repair kar skte hai. to chaliye shuru krte hai pcb par camera drive ic ki pahchan kaise kare hindi me. 

Identification:
Mobile phone printed circuit board par yah ic camera section me lahi rahti hai. yah camera ke aas-pas lagi rahti hai. PCB par jaha par camera solder huaa hota rahta hai uske theek aas-pas me hi yah ic lagi rahti hai.  
Camera ic identification on mobile cell phone smartphone pcb circuit board motherboad | Camera ic ki mobile phone pcb par pahchan kaise kare | Camera ic की मोबाइल रिपेयरिंग में पीसीबी पर पहचान करना सीखें कार्य व खराबियाँ | मोबाइल रिपेयर करना हिन्दी में सीखें | PCB पर All IC पहचान
Works: Mobile phone me camera ke all works ko camera ic dwara control kiye jate hai.
Faults: Camera IC ke faulty ho jane par cell phone ye faults aati hai
(A). Camera not working.
(B). Camera not open & work.

Ab aap khud camera ke pas me lagi ic ko pcb par aasni se pahchan skte hai. Aap jitna khud krke sikhenge, utna hi jaldi aapko mobile repairing course easily samajh me aata jayega. PCB par all parts ki identification ke bad hi aap hardware repairing ke lesson samajh payenge. Aap apne pas kisi khrab mobile phone ki pcb se practice kar skte hai. Professional technician banane ke liye all parts ke lesson continue step by step sikhete rahe.

E-Book को Buy करने से सेकर Download तक का तरीका जानें - CLICK HERE

Join Our Telegram Channel - Click Here