PCB Per Power Section Ke Big Parts

Mobile repairing krte time pcb per 2 alagalag section bane nazar aate hai. in dino sections ke bich me kuch gap hota hai. Sabse uper network section fir kuch gap uske bad power section bana hota hai. Mobile phone repair course free online in Hindi me aaj ke lesson me aap sikhenge ki PCB circuit board diagram me power section ke big parts or IC kya or kitne hai. PCB per power section me network section ke compare me big parts adhik hote hai. Kyonki network section me network se related parts lage hote hai. Jabki power section mobile phone ke all card level part ki ic lagi hoti hai. Dono section aapse me ek dusre se jude huye hai. Ek dusre ke bina dono hi adhure hai. To chaliye shuru krte hai pcb per ic or big parts.

👉 What is IC ? IC Kya Hai ?

Integrated Circuit (IC) bahut sare parts jaise capacitor, resistance, diodes, coil, transistor se bana ek circuit hota hai. Yah in parts ko ek dusre se jodne ke krya krta hai. For example: ringer - small parts - ringer ic. Yani ringer ko ringer ic ke dwara small parts se connect krke uske karyo ko control kiya jata hai. Is types in parts ke section bante hai.

👉 Big Parts or IC – Power Section

Mobile cell phone ki pcb per lagi all IC ko big parts me aati hai. Hardware faults problems ko repair, solve, fix or solution krne ke liye aapko all ic ki identification, works or faults ke baare me janana bahut hi important hai. Is lesson me aap un parts ke naam janange or nect lesson me aap in all bade electronic components ki pcb per pahchan, karya or khrabiya ke baare me sikhenge. PCB per power section big parts or IC ye hailesson sikhne ke liye links par click kare.
How to identify power section on pcb of a mobile phone | All IC or parts identification on PCB circuit diagram | Mobile Phone Repairing Course | iphone Repair | cell phone repair Hindi me
PCB Par Power Section
1. CPU – Central Processing Unit
4. RAM IC
5. ROM IC
8. SIM IC
11. PDA IC
14. Keypad IC (keypad handset me)
In all ic ki identification on pcb per sikhene se pahle aap ek important baat ka jaroor dhyan rakhe ki aajkal ke mobile phones me ek hi ic me 2-3 ic ko milakar pcb per laga diya jata hai jaise
👉 FLASH IC = RAM IC + ROM IC + Flash IC
Matlab, in three IC ko sath hi banakar ek flash ic bana diya.
👉 UEM IC = Power IC + Logic IC + Charging IC + Audio IC
Four IC ko milakar ek ic UEM bana diya.

Phone repair me next lessons me hum inki identification, works or faults ke baare me sikhenge, free training course ko continue sikhte rahiye. Aap jitna acche se sikhenge utne hi acche se mobile phone repair karenge. Agar aap pratyek lesson ko 3-4 bar carefully read krte hai or self practice krte hai to aap aasni se kisi bhi lesson ko fast sikh skte hai. Jab tak aap kiski bhi lesson ko completely samjh nahi jate, tab tk usko bar bar repeat krte rahiye. Aapko koi bhi lesson yaad nahi krna, rathne ki jaroorat nahi hai, ba easily self practice, study or learning krna hai. 

हाउ टु डाउनलोड